Search This Blog

Thursday, May 10, 2007

Raat

raat jab
utre zameen par
aur aankhein do
dekhti hon khwaab
ek hi

chalo na
dhoondhein phir se
jismon ke darmiyan
panah ek
rooh ki

5 comments:

  1. chalo na
    dhoondhein phir se
    jismon ke darmiyan
    panah ek
    rooh ki

    dil ko chuu gayi piyush bhai yeh panktiyan!!
    bahut achche..likhte rahiye

    ReplyDelete
  2. Too good piyush. Kahan se aisi goodh bhaavnaayein itne saral shabdon mein utaar laate ho. bahut acche.

    jismon ke darmiyan panah ek rooh ki....

    Sundar.

    ReplyDelete
  3. Its beautiful...
    kasam se kya likha hai... shabd nahi hai byan karne ko

    ReplyDelete
  4. "raat jab
    utre zameen par
    aur aankhein do
    dekhti hon khwaab
    ek hi"

    Yahan pe "do aankhein" ek hi vyakti ki hain ya ek yugal ki? Agar yugal ki hain, to 'chaar aankhein" likhana kaisa rahe?
    :-)

    ReplyDelete
  5. bahut sundar bhai.....itna accha likhte ho ki chahta hun.... woh rooh bhi simti kahin gum ho jaaye is panah mein bas...

    ReplyDelete