har baar....kuchh naya likhta hoon yahan...aur darta hoon ki log kya kahenge...is se bhi zyada darr is baat ka lagta hai ki kya hoga agar logon ne kuchh na kaha to!!
Search This Blog
Thursday, September 20, 2007
Khamoshi
baatein karte hue aksar tum chup ho jaati ho aur mujh tak bas tumhari aati jaati saanson ki aawaaz aati hai- Ni-Re-Ga,Ni-Re-Sa Raag yaman ke aaroh-awaroh ki tarah
ajeeb saaz hai is poem mein........bahut khubsurat...poem likhne ke liye har kisam ke knowledge kaam aa jate hain...music ki bhi samajh hai tujhe isi liye itni achhi bani hai yeh kavita...keep writing
bahut hi umdaa....
ReplyDeleteyour standard is improving day by day...
keep writing dear...
ajeeb saaz hai is poem mein........bahut khubsurat...poem likhne ke liye har kisam ke knowledge kaam aa jate hain...music ki bhi samajh hai tujhe isi liye itni achhi bani hai yeh kavita...keep writing
ReplyDeleteNi-re-ga...Ni-re-sa
ReplyDeleteRaag Yaman ka itni kaifiyat se istemal koi bahut achcha kavi hi kar sakta hai.
Sandhya kaal ka raag hai, aur aapki kavita me bhi kisi chup-chaap si shaam ka aabhas milta hai...bahut sundar
ese hi likh-likh ke jaan le lo...
ReplyDeleteKya likha hai..."Jaanaleva"
aawaaz aati hai-
Ni-Re-Ga,Ni-Re-Sa
Raag yaman ke
aaroh-awaroh ki tarah
Khubsurat...
bhai 'Raag Desh' me.n bhi kuch sunaao...!! :D :D
with love
..masto...
bohut khoob!!
ReplyDelete:)