har baar....kuchh naya likhta hoon yahan...aur darta hoon ki log kya kahenge...is se bhi zyada darr is baat ka lagta hai ki kya hoga agar logon ne kuchh na kaha to!!
Search This Blog
Saturday, February 10, 2007
Aaj Dekha to....
ek gulaab jo tune diya tha... sambhal kar kaante utaare the... ek kaanta phir bhi rah gaya tha...
aaj woh phool sookh gaya.. kaanta magar woh ab bhi chubh jata hai..
Phool najuk tabiyat murjha jate hain Koi gham kanto ko rulaa paaya nhi Bari ajeeb nasl hai katonn ki Sahra me bhi bahaar le aati hai Kaanton ko murjhane ka khauf nhi hota Umra yun hi chubhte chilte guzar jati hai!
Yahi duan hai aur aasish bhi ki tumhaara phool kabhi na murjhaye!
Piyush... khuda se ye dua rahegi hamari ki ye kaanta aapko fir kabhi na chubhe. sookhe gulab ke kaante zyada chubhte hain, khoon na bhi nikale to zakham de jate hain... is gulab ko sambhaal ke rakhiyega!
...pyari hai...!! Waise..Imanadari se kahu...hum phool to bhul sakte hai...kante nahi... Kosish jari hai..sab kante bhul jau ..bas phool ki tasvir zahan mai rahe... aamin!!
itni umda likhi ki jawab diye bina rah nhi paye;
ReplyDeleteKAANTA
Phool najuk tabiyat murjha jate hain
Koi gham kanto ko rulaa paaya nhi
Bari ajeeb nasl hai katonn ki
Sahra me bhi bahaar le aati hai
Kaanton ko murjhane ka khauf nhi hota
Umra yun hi chubhte chilte guzar jati hai!
Yahi duan hai aur aasish bhi ki tumhaara phool kabhi na murjhaye!
what an expression...phirse poochna chahungi ke yeh kavita hai ya painting...beautiful
ReplyDeletePiyush... khuda se ye dua rahegi hamari ki ye kaanta aapko fir kabhi na chubhe. sookhe gulab ke kaante zyada chubhte hain, khoon na bhi nikale to zakham de jate hain... is gulab ko sambhaal ke rakhiyega!
ReplyDelete...pyari hai...!!
ReplyDeleteWaise..Imanadari se kahu...hum phool to bhul sakte hai...kante nahi...
Kosish jari hai..sab kante bhul jau ..bas phool ki tasvir zahan mai rahe...
aamin!!