हँसना-रोना,पाना-खोना
पा कर खोना, खो कर पाना
सीधे रस्ते,ठोकर खाना
इन बातों का क्या मतलब है
इन बातों को भूल चुका हूँ
वीरानो में, सन्नाटो में
दर्द की अंधेरी रातों में
अपनी ज़ात को छोड़ आया हूँ
हर ज़र्रा मुझमें शामिल है
मैं ज़र्रों में डूब गया हूँ
मैं शहरों में, मैं जंगल में
पर्वत-पर्वत,सहराओं में
अपनी ही धुन में रहता हूँ
दुनिया मुझको देख रही है
मैं दुनिया से ऊब चुका हूँ
hansna rona,pana khona
pa kar khona kho kar pana
seedhe raste,thokar khana
in baaton ka kya matlab hai
in baaton ko bhool chuka hoon
veeraanon mein, sannaaton mein
dard ki andheri raaton mein
apni zaat ko chhod aaya hoon
har zarra mujhmein shamil hai
main zarron mein doob gaya hoon
main shahron mein, main jungle mein
parvat-parvat,sahraaon mein
apni hi dhun mein rahta hoon
duniya mujhko dekh rahi hai
main duniya se oob chuka hoon
yeh padhke samajh mein aa raha hai tune likhna almost chhod hi diya hai....likhta rah taki phir se form wapas aa jaye...we expect much hatke poems from you..All the best..
ReplyDeletewow.. that was so painful yet so amazing
ReplyDeletep.s was just passig by
हर ज़र्रा मुझमें शामिल है
ReplyDeleteमैं ज़र्रों में डूब गया हूँ
out of the world piyush....:) flow bahut achha ban pada hai rachana ka..behta chala gaya.. :)