Search This Blog

Wednesday, March 7, 2007

Darr

ना जाने कब से
ऐसा कर रहा हूँ
जो हूँ वही होने से
डर रहा हूँ

ना जाने कौन सी बात से
मैं परेशान हूँ
कुछ दिनों से
ख़ुद से अनजान हूँ

सारी दुनिया के आगे
मैं अड़ा हुआ हूँ
ये बस मैं जानता हूँ
कितना डरा हुआ हूँ

5 comments:

  1. dil se nikli hai aur dil ko chhunewali hai....thanks for writing this poem...

    ReplyDelete
  2. bohut dino se apki kavitayein padh rahi thi aur aaj raha nahi gaya kuch likhe bagair apki shaan mein....sach kamal ka likhate hain aap...aur kya kahoon itni samajh nahi hai ki kuch comment karoon bas ye hi kahoongi bohut khoob

    ReplyDelete
  3. सारी दुनिया के आगे
    मैं अड़ा हुआ हूँ
    ये बस मैं जानता हूँ
    कितना डरा हुआ हूँ...wahh !!
    asal meN ye padhne ke baad "Anonymous" ka post padha to laga...ye kitni sahi kavita hai...log sach meN kitna dare hue hai ki apna naam jahir hone se bhi darte hai...!!

    badhiya hai !!

    ReplyDelete
  4. zahenaseeb ki is kavita ke baad mere adne se comment par apke dost ki nazar padi wajah chaahe jo bhi ho....waise shakespeare ne ek baar kaha tha ki naam mein kya rakha hai....par yeh baat bhi sach hai ki dari hui to hun tabhi tamaam kavitaoon ko chod is kavita ke aage comment kiya.....jis din yeh darr hataadungi us din naam bhi bata dungi....khair jiske liye comment kiya tha un tak baat pohunch gayi yehi mera maqsad tha ....bas ek ghuzarish hai ki "mera panna" ke in khoobsurat panno ko yun jhagde kar ke bigadein na....

    ReplyDelete
  5. सारी दुनिया के आगे
    मैं अड़ा हुआ हूँ
    ये बस मैं जानता हूँ
    कितना डरा हुआ हूँ
    Awesome lines....
    Ye kavita tumhari mujhe bahot pasand hai Piyush..jitni baar padhti hoon utni baar acchi lagti hai...
    Wo kehte hain na.. When everyone's afraid, he who does not say it, is called bold!!!

    ReplyDelete